Thursday 22 June 2017

Jo naa kaha।। tune jo na kaha। best beautiful love songs lyrics in hindi

Jo naa kaha।। tune jo na kaha। best beautiful love songs lyrics in hindi
Jo naa kaha।। tune jo na kaha। best beautiful love songs lyrics in hindi
Lafzon ne jo naa kaha 
woh apki aankhon ne kehdiya
kai raaz bewafai ke khol kar rakh diya...

ab naa pehli si baatein hain
yeh faasle sab batlate hain
aaj bhi yaad kar un lamhon ko
yeh labh muskura se jaate hain

toh kya hua aaj nahi hum us jahaan mein
toh kya hua aaj waqt humse aagey chal aya
par aaj bhi apke khayalon mein doob kar
hum shayar hojate hain

 kahani ka har pannah 
hum likhte jaa rahe hain
jee haan aaj sabko batlatein
nazar arahe hain

toh kya hua sab badal gaya
toh kya hua tere hokar tera naa raha
aankhon ke ashq sirf pyar ki daastan sunate hain
hum aaj tumhe apni rahoon se humesha ke liye mitta te hain

No comments:

Post a Comment