Wednesday 23 August 2017

Hain tumhe yaad bhi | romantic poetry | sad love poetry | love quotes | status

Hain tumhe yaad bhi  | romantic poetry | sad love poetry | love quotes | status
Hain tumhe yaad bhi  | romantic poetry | sad love poetry | love quotes | status

Dil ki dhadhkan 
rukne lagi hain 
yeh kya ab hua hain 
humne tumko har pal dekha
kya tumne, samjha yeh ehsaas bhi  

hain yeh sawal 
anjumann mein mere
khayal mein har sans mein 
humne tumko rab hain maana  
kya tumne, samjha hume insaan bhi

ki dil ki dhadhkan 
rukne lagi hain 
yeh kya ab yun hua hain 

tham bhi jaa,yun barsaat sii 
thak chuka hain,ab ehsaas bhi 
kehne ko hain dil bhara 
ab hain na kuch yaad bhi 
humne tumko sab maana hain 
kya hain,hum tumko yaad bhi

ki dil ki dhadhkan 
rukne lagi hain 
yeh kya ab hogaya hain...


  

No comments:

Post a Comment